अन्दर तो छोडिये साब ...छत पर लेट कर भी कोई समाधान नही खोज पता । इसे जड़ता नही कहा जाए तो और क्या ?हालत तो ऐसी है की जब अपनी ही पीडाओं का पता नही तो दूसरों ......!
अभी भी रोटी के संघर्ष को नही जान पाया । कैसे माफ़ किया जाय मुझे ......
घर और मुल्क की गरीबी का कोई प्रभाव नही पड़ा । कैसे माफ़ किया जाय मुझे ......
आपने आत्मावलोकन तो किया. दूसरे ये भी करने को तैयार नही. दूसरों को माफ़ करने ना करने से कुछ लेना देना नही है. मुख्य बात यह है कि आप खुद को किस स्तर तक माफ़ कर पाते हैं.
ReplyDeleteबहुत ऊंची सोच. शुभकामनाएं.
रामराम.
बहुत गहरी बात, सच इस तरह से हम सब मिलके सोचे तो कुछ हो जाये।
ReplyDeletemark ji aaj may diwas hai .aaj roti ke liye sangharsh ki baat karnaa achaa lagtaa hai. sabke liye roti ki baat karne waale rehnumaaon ko aapne jo aainaa dikhaayaa hai woh kaabile taareef hai.kisi bhee sangharsh se pehle us par chintan jarooree hotaa hai aapne is dishaa mai kadam badaa diye hai. saadhuvaad.
ReplyDeletemark rai, sabse pahle tumhara dhanyawaad
ReplyDelete, mere blog par aana, rachna padhna, comment karne ke liye. abhi tum 27 varsh ke ho mere bade putra ke barabar, sapnon ko rangeen hi bane rahne do, nirasha ka tumhari zindgi men koi sthan nahin hona chahiye, meri jis post par tumne comment kiya hai usse pahle wali post jarur padho.samay sada ek sa nahin rahta, aaj agar patjhad hai to kal bahar bhi aayegi,apna vishwas banaye rakho, main agar tum chaho to vaicharik roop men tumhare saath hun. mera email hai yogeshverma56@gmail.com agar kuchh
likhna/ reply karna chaho to email par hi karo.
aap sabka shukriya aapne mere vichaaro ko padha aur saraaha tatha kuchh advices bhi diye..maine unhe apne hriday me sajon liya hai..waise mai niraashawaadi praani nahi hoon par kuchh baaten chintit jarur kar deti hai jab mai aam logo ke liye jayada kuchh nahi kar pata...
ReplyDeleteis tarah sochne par mujhe yah ehsas hota hai ki abhi bahut kuchh karna baaki hai.....overall niraas to nahi hoon ...abhi to bahut kuchh karna hai..
क्या खूब फर्माया आपने!
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteआपकी पोस्ट अच्छी लगी, समय समय पर आत्मावलोकन करना ज़रूरी हो जाता है,लेकिन अगर इसका परिणाम सकारात्मक हो तो क्या कहने !!!!!!
ReplyDeleteबहुत बहुत शुक्रिया आपके सुंदर टिपण्णी और शुभकामनायों के लिए!
ReplyDeleteआपने बहुत ही शानदार लिखा है!
I'm glad to see you........ let's talk about soccer too.... so I wait for your visit.....
ReplyDeleteएक सामयिक चिंतन........!!
ReplyDeleteSachchi baat.
ReplyDeleteroti kee bat to bahut achhi kahee apne sir kyonki bhoonkha aadmi kuchh nhee soch sakta tai
ReplyDelete